Kunal's diary- Papa main pass ho gaya
It was another aha moment for papa and beta after Kunal started working. Papa is proud of his son and the son probably happy that finally he has done something good which made his papa smile.
Main hamesha kehta aaya hoon ki anand aur ma se main sabse jyada kareeb hoon/tha
Aur un dono ke baad mein akela reh gaya hoon
Magar pata hi nahi chala, kab papa ne maa ki jagah le li
Woh chahe mere shabdon ko kabhi samajh na paye ho
Magar mera man jaroor padh lete hai
Woh mera chehra kabhi padh na paye ho
Magar meri bhawnaon ko jaroor samajh lete hai
Woh jante hai kab mujhe sahare ki jaroorat hoti hai
Aur kab kisi ki salah ki
cd ya Siddhi
Jaise kal kaha tha, is mein ko do raay nahi hai, CD ki kimat sirf utni hi hai ki
Siddhi ki zindagi bach sakti hai, CD dene se
Aansu jo aankhon se beh jaye anmol hote hai
un aansuon ka kya, jo aankhon mein kahi tham jaye
Rishte jo zindagi bhar saath nibhaye anmol hote hai
un rishton ka kya jo kabhi jud to nahi pate, magar tut bhi nahi pate
Ehsaas jo labon par aa jaye anmol hote hai
un ehsaason ka kya jo labon par aakar hi tham jaye
Subah jo nayee roshni laye, zindagi jeene ka sahara hoti hai
un subah ka kya jo andhere se ladte ladte thak jati hai
Phool jo khusbho bikhare, anmol hote hai
un phoolon ka kya jo khilne se pehle hi murjha jate hai
PS: There are a lot of things worth writing about today's episode, probably a part II some other time..calling it a day. And Kunal too already said a lot of things in the episode today about the joy of victory being incomplete if the reason for joy is not there- can repeat them but probably not.
I sometimes wonder how sometimes a ten second scene (blushing scene) or a ten minute scene (Raj/Kunal's conversation on 29th March) make the entire twenty minutes bearable that I don't mind or see anything else.