Khamoshi
Kabhi tumne meri khamoshi ko sunne ki koshish kari hai
agar hum samjhna chahe to humari khamoshi bhi humse bahut kuch kehti hai
kabhi hamari khamosh aankhon mein laachari hoti hai
kabhi ane wale kal ke naye sapne
kabhi beete dino ki yaadein
kabhi kisi apne ko talashti hai aur kabhi bheed mein kho jana chahti hai
aaj meri yeh khamosh aankhein bhi tumhe kuch kehti nazar aayengi
shayad woh tumhe apne paas bula rahee hai
jo baat lafson mein nahi keh saka woh meri aankhein keh rahe hai
mere khamosh se lab, unmein tumhe ek muskurahat nazar ayegi
jane anjne kadam khud ba khud tumhare taraf badh jate hai
aaj kuch na keh kar bhi maine tumhe sab kuch keh diya hai
Colours in my life
meri zindagi mein aane ka shukriya, ise rangeen banane ka shukriya
ab jo bhi rang zindagi bhikeragi woh khushiya hi layega
ab in ankhon mein khushiya jyada nazar aati hai
chehre par muskurahat rehti hai
in rangon ko mein meri zindagi mein lane ka shukriya

No comments:
Post a Comment