Kunal Chopra's Diary 18th May 2012- Dard ka Rishta
Siddhi ne thik hi kaha tha, shayad humare rishte ko dard ne hi joda tha
Khushiya baantne se pehle humne shayad ek doosre ka dard hi bata tha
Waise khushiya to bahut kam hi hamare hisse mein aaye hai ab tak
Humne ek doosre ki khushiyan bhale na baanti ho
Magar takleef mein hamesha saath hi the
Ek doosre ko khushiya shayad kam hi di ho
Magar koshish hamesha dard kam karne ki hi thi
Hamare raste bhale kuch palon ke liye juda ho gaye the
Magar manzil ek hi the
I may forget the good times that I have spend with you
But I will always remember the bad times where you were around to make me laugh again
Kisi bhi rishte ko jode rakhne ke liye dono jimmedar hote hai
Ek agar galti kare to doosre ko use sambhal le na chahiye
Aur aaj shayad mujhe aisa laga ki agar main kabhi galati bhi karoon to Siddhi use jaroor sambhal legi
(Liked, how she tied the knot with the cloth and said kabhi nahi toota..wondering if I am attaching meaning to things when infact there isn't any !!!)
Kunal/Gaurav- Honestly, don't feel like making any comments on the entire Gaurav thing
Gaurav ne sahi kaha ki is ghar ne kabhi uski kadar nahi kari
Kabhi nahi kahan ki uspar garv hai
Uske bade bhai ki galatiyon ki saza use jhelni padi
Magar parivar hota hi yeh hai
Insaan apne parivar se naaraz ho sakta hai
Magar chah kar bhi unse rishta nahi tod pata hai
Insaan ko apne parivar se chahe jitne bhi shikayatein ho
Magar unse nazare nahi fer sakta hai
Unse kuch samay tak ruth sakta hai magar bhula nahi sakta hai
Aur tumne to hum sab se rishta hi tod diya
Mujhe ra**st kehne se pehle kabhi mujhe samjhne ki koshish to kari hoti
Agar samjhte to yeh jaan pate ki, jo hade tumne apne pyaaar ki rishtey mein reh kar paar kar di hai
Woh main ek dikhawe ke rishtey main hone par bhi nahi paar karta
Samjhte ki Siddhi ke kehne par bhi maine tum par vishwas kiya
Aur tumne to gairon ke kehne par mujhe kasorvar samajh liya
Kash tum yeh samajh pate ki, jitni jaroorat hume apne parivar/mata pita ki hai
Utni jaroorat unhe hamari nahi hai
Tumhare laye paison ki bina to unki zindagi fir bhi guzar jayegi
Magar tumhari unke bina shayad nahi
Siddhi's diary
Jis din aap haq jatana band karenge na mujhe bahut takleef hogi
Tried to write something on the haq but unable to do so, is ending up being repetitive or not good.
But a very valid point by Siddhi, if there is no haq shown in the relation, it becomes a relation which is superficial and formal. Each person is doing what he/she thinks is right and the other person doesn't care to voice his concerns or question it.
Others may not be able to notice it but the people involved can point out if the relationship is something that is formal or is something where both are open and show/behave with a sense of right/authority over the other person.
Kai baar rishta ek samjhauta ka ban jata hai
Jahan dono ek doosre ke ha mein haa milate rehte hai
Aise rishte bus naam ke hote hai
Inme na to koi haq hota hai aur na koi jimmedari

No comments:
Post a Comment