6th April, 2012 - Zindagi mein aur kitne imtihaan baki hai
Zindagi ek do rahe par aa kar jaise ruk gayee hai
Har haal mein jaise haar meri hi hai
Daaw par lagi hai Siddhi ki zindagi aur meri rihaai
Kisko bachao aur kisko haath se chutne doo?
Siddhi ke bina rihaai ke koi mayne nahi hai
Aur usse dor kaid mein rehna bhi kisi saza se kam nahi
Magar fir bhi man mein umeed hai
Siddhi filhaal to safe hai
Sach hi hai, bahut mushkil hai kisi apne ko yun maut se jhujhte dekhna
Har pal man mein ek dar
Har aahat par man seham jata
Kya koi buri khabar to nahi hai
Man mein umeed to rehti magar ek dar bhi rehta ki agle hi pal na jane kya ho jaye
Intezaar ke woh pal jaise saari umar nahi bhul paonga
Uska khamosh bejan chehra jaise aankhon ke samne ab bhi ghoom raha tha
Aaj usee youn hanste baate karte dekh, jaise yakeen nahi hua, ki kya yeh wahi Siddhi hai
Jo kal tak apni zindgai ke liye sangharsh kar rahe the
Haan kai baatein hai jo usse kehni hai
Magar waqt aur haalat sahi nahi hai
Abhi kuch hi samay tak main yeh nahi janta tha ki
Meri ane wali zindagi mein dukho ka akela pan hoga ya khushiyon ke rang
Jis insaan ki mujhe sabse jyada jaroorat hai, woh mera saath nibha payega ya nahi
Abhi jaise ek kathin imtihaan se guzra hoon
Kisko kya kehna hai shayad abhi itni sochne ki takat bhi nahi hai
Abhi main filhaal khush hoon ki Siddhi khatre se bahar hai
Baki baatein baad mein bhi ho sakti hai
Aur waise mauka bhi sahi nahi hai
Na woh jungle sahi jagah thi
Aur na yeh hospital
Lagta hai jab tak main yaha se jaonga nahi , tab tak tum na aaram karogi na chup hogi, isliye main jaata hai.
Main kuch der aur tumhare saath baithna chahta tha.
Tumhare saath kuch waqt gujarna chahta tha
Tumhe chain se sote hue dekhna chahta tha
[ Apni diary mein kuch panne likhna chahta tha, apni diary ke panne tumhe padhkar sunana chahta tha ]
Yakeen karna chahta tha ki tum waqai mere paas ho, aur thik thak ho
Magar ...
Fir jab tumne mujhe roka, mujhe laga shayad tum kahogi
Aap kuch der aur ruk jaiye
Thats it from me..
( I liked the conversation they had, Kunal/Sameer deserved a break after the emotionally charged week )

No comments:
Post a Comment