Kunal Chopra's diary 28th May 2012-Its a bad title, but well, what better weather than Baarish
Yes, another post for 28th May :)
Kya baarish itni hi khubsoorat lagti agar iska rang safed nahi kuch aur hota
Kya yeh zindagi itni hi khubsoorat hoti agar tumhara saath nahi hota
Kya yeh raat itni hi roshan hoti agar yeh chand na hota
Kya yeh aasman itna hi chamkta agar sitare na hote
Kya yeh dil itna hi shayarana hota agar tum na hote [I just laughed out loud while writing this filmy line]
Kya kabhi khidki par baithkar baarish ki boondo ko apne haathon mein lene ki koshish kari hai
Kabhi un boondon ki aawaaz ko sunne ki koshish kari hai
tap tap tapkti boondon mein ek sangeet hota hai, ek sukoon hota hai
ek ek boond jaise aankhon par, chehre par padti hai to ek khushi, ek sukoon ka ehsaas hota hai
kaise bade bhi bache ban jate hai
un boondon mein waqai koi jaadu hota hai
jo rote hue logon ko bhi hansa deti hai
[Pl dekh kar copy karna ;)..somethings are better here only]

No comments:
Post a Comment