Kunal Chopra's diary 29th April, 2012- Tumhe dekhe meri aankhein-I have my eyes only for you
Aaj jaise meri nazarein sirf tumhe hi dekh rahe thi
Har jagah sirf tumhe hi talash kar rahe thi
Reh reh kar nazar tumhari taraf uth jati hai
Tumse shuru hokar tum hi par yeh duniya khatam ho jati hai
Dard ko chupana to aasan hai,
Magar khushiyon ko chupana thoda mushkil
Kabhi aansu bankar to kabhi hoton par muskan ban kar bikhar hi jati hai
Kabhi sangeet ke dhuno par pair khud ba khud thirakne lagte hai
aur kabhi lafson mein kagaz par utar hi aati hai
Kya tumne mujhe pehle itna khush dekha hai, shayad nahi
Tum khush ho yeh dekh kar main bhi kush hoon
Yeh meri choti si duniya
Jisme kisi aur ke liye koi jagah nahi hai
Shayad door se aapko lage ki bahut aam hai meri duniya
Magar meri nazaron se dekhiye
To bahut saari khushiya hai isme
http://www.youtube.com/watch?v=1axpAXeVaNU
This ME is a difficult one to write the diary on ....so many scenes, for now, I have picked my favourite scene for today, what else but the dance. It was nice to see them be happy after a long crying fest and more over, the only actual dance (if we leave out the dream dances) they had shown until now was the dance full of hatred, glad that we have a happy dance moment.

No comments:
Post a Comment